Pages

Monday, 12 July 2010

Ganesh Aarti

Lord Ganesh Aarti

Ganesh on Red Lotus

Lord Ganesh Aarti 

Jai Ganesh Jai Ganesh, Jai Ganesh deva
Mata jaki Parvati, Pita Mahadeva.

Ek dant dayavant, char bhuja dhari
Mathe sindur sohai, muse ki savari,


Pan chadhe, phul chadhe, aur chadhe meva
Ladduan ka bhog lage, saht kare seva,

Jai Ganesh Jai Ganesh, Jai Ganesh deva
Mata jaki Parvati, Pita Mahadeva.

Andhan ko ankh det, kodhin ko kaya
Banjhan ko putra det, nirdhan ko maya,

Jai Ganesh Jai Ganesh, Jai Ganesh deva
Mata jaki Parvati, Pita Mahadeva.

Pan chadhe, phul chadhe, aur chadhe meva
Ladduan ka bhog lage, saht kare seva, 

Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh deva,
Mata jaki Parvata, Pita Mahadeva.


Lord Ganesha Aarti Video - Jai Ganesh, Jai Ganesh

-:Popular Ganesh Mantra, Chant Below Ganesh Mantra For Success :-

Vakrtund Mahakaya Surya Koti Samaprabha
Nirbhignam Kurumedaya Sarva Karyashu Sarvada

-:  Meaning of lord Ganesh Mantra :-
 
Vakratunda means curved trunk
Mahakaaya means large bodied
Surya kotee means million suns
Sama Prabha means with the brilliance of
Nirvighnam means free of obstacles
Kuru mey deva menas make my lord
Sarva Kaaryeshu means in all work
Sarvada means always

No comments:

Post a Comment